Tuesday 26 February 2013

***keep_mailing*** Namaz me Qoma aur Jalsa Zaroor ada karain



Assalam O Alaikum

Al Hamd O Lillah E Rab El Aalaameen

"Namaz Me 'RUKU' K Baad or
'SAJDEY' Se Pehley Sakoon Se Seedha Khara Hona 'WAJIB' Hy "

Is Haalat Ko "QOMA" Kehtey Hen..

"Isi Tarah Dono Sajdon K Darmiyan Sakoon Se Seedha Baithna bhi 'WAJIB' Hy

"Is Haalat Ko "JALSA" Kehtey Hain..

"Kuch Log Jaldi Kartey Huey 'QOMA' Aur 'JALSA' Me Sakoon Se (2 Se 3 Second K Liey) Seedhey Nahin Hotey..!

 Un Ka 'WAAJIB' Adaa Nahi Hota.

 Aur 'WAAJIB' Adaa Na Honey Se Namaz B Adaa Nahin Hoti..!!  Agar ghalti se bhool jaiy to sadja e sahav karay, aur agar jan kar kia to namaz hi nahi ho gi.

Mazeed kuch Logon Ko Sent Kar Dain... In Sha Allah, Hazaaron Nahin Laakhon Ki Islaah Ho Jaey Gi Aur Aap b
Sadqa-e-Jaariya K Mustahiq Ho Jayenge.. ALLAH PAK, Tofeeq Attaa Karey...!! (Aameen)




 

--
--
To post to this group, send email to keep_mailing@googlegroups.com
---
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "keep_mailing" group.
To unsubscribe from this group and stop receiving emails from it, send an email to keep_mailing+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit https://groups.google.com/groups/opt_out.
 
 

No comments:

Post a Comment