hai kaun si pyas jo marane nahi deti
Wo ho tum, wo ho tum, wo ho tum.!!
aaj phir mile tum meri rahon me,
rah teri hai, magar maine apnya,
kyun ki tumne chodi ye rah yoo hi,
tadapa gayi tapati dopagari ke jaise,
magar hariyali hai mere jakhm,
mere pyar ke jaise, mere aansoo ke jaise,
mahino main aata raha, teri rah me,
tum aaye iss tarah sirf ek bar aise,
bhikhari ko de diya do paise, ho ke bejar jaise,
pyas tere chehare ki, tere hoto ki marane nahi deti,
warana na pate tum in raho me agali bar aise.
Ab bol bhi do ya bolane do mujhko,
na pao ke karar, kar ke bekarar yun mujhko,
ham na mare to mar jayen gi roshani in aakhon ki,
tum khadi karogi intejar, ye aakhe na dekh paye gi,
ye pyas kya maregi mujhe, khud mar jayegi,
tere ye khoobsoorat hoth aur tera chehara,
dhoode ga mera ye pyar tadap tadap ke.
No comments:
Post a Comment